Tere Bin Jeena Nahin (Album Ver.)

Bali Brahmbhatt
앨범 : Made For Each Other
Tere bin jeena nahi
O meri jaanewafaa 2
Zindagi bhar Saath reh kar
Mujhe hona nahi hai judaa 2
Tere bin jeena nahi
O meri jaanewafaa
Tu mili toh mujhe mil gayi
Zindagi ki har khushi 2
Jism main hoon meri jaan hai tu
Bin tere main kuch nahi
Kahe kya sun zara
Aati jaati saanson ki sadaa
Tere bin jeena nahi
O meri jaanewafaa
Zindagi bhar Saath reh kar
Mujhe hona nahi hai judaa
Tere bin jeena nahi
O meri jaanewafaa
Zehn mein mere har ghadi
Tera hi khayaal hai 2
Tu nahi toh yeh khushiyan sanam
Jaise ik balaal hai
Aa bhi jaa Aa bhi jaa
Sabra ka le yun intehan
Tere bin jeena nahi
O meri jaanewafaa 2
Zindagi bhar Saath reh kar
Mujhe hona nahi hai judaa 2
Tere bin jeena nahi
O meri jaanewafaa





가사 수정 / 삭제

댓글목록

등록된 댓글이 없습니다.